Aseer e paiman by Asia Raees Khan
Novel name _ Aseer e paiman” published in Khwateen digest January 2024
Writer _ Asia Raees Khan
Pages_50
Revenge+ hero teacher based nice family story hai with mature writing must read♥️♥️🌹
Heroin Adeema aur hero Mazin apas mai czns hain dono ke walid es Dunia mai nahi hain nanyal mai rehte hain.Hero Mazin ki maa bemar hain uski dekh bal bhi Adeema ki maa hi karti hain jo hero ki khala bhi hai aur Tayee bhi🌹Hero ghar ke nazam ko chalane ke leye tution deta hai. Heroin Sarah hero Mazin se tution parhti hai ameer family se hai aur dil hi dil mai use bht chahti hai🥰
Hero Mazin Adeema se engaged hai pr dono es rishte pe dil se razi nahi.Heroin Adeema ki hero Haris se aik hadse mai mulaqat hoti hai😍Ye Sarah ka sotela bhai hai use Adeema achi lagti hai pr jab use pata chalta ke Adeema ka taluq kis family se hai wo dil mai nafret leye apne jazbat chupa leta.Aisa kia hai Haris ko Adeema ki family se kyun chirr hai read karen piyari aur different c story hai 🌹
Happy ending hai ♥️🌹♥️👩❤️💋👨













Leave a Reply