Chalo ab badban kholen by Shazia Chaudhary
Novel name_ Chalo ab badban kholen” published in Shua digest June 1999
Writer_ Shazia Chaudhary( Marhooma)
Pages_ 31
Khoon baha +Contract marriage based nice story hai must read🌹♥️
Hero Mazhar ka taluq gaon se hai doctor hai aur heroin Shumeel k walid k hospital mai job krta hai.Heroin b doctor hai aur czn se engaged hoti.Heroin ke ealid ki dusre qabilay se dushmni chal rahi hoti. Heroin k bhai se unki larki ka qatal hojata tb jirgay mai heroin ko khoon baha mai deny ka faisla hota.
Heroin ke walid hero se wada le k nikah kr k heroin ko uskay sath rukhsat krtay k ye hero ke pass unki amanat hai jese hi halat behter hongy wo use divorce de dey ga🙂Agay kia hota read karen 🌹
Happy ending hai♥️♥️👩❤️💋👨













Leave a Reply