Novel name _ Umme Kalsoom” published in Shua digest September 2009
Writer _ Sarwat Nazir
Pages _43
After marriage heart touching c Love story pe based family novel hai with mature writing must read ♥️🌹
Heroin Umme Kalsoom 4 behnain hain bhai na hone pe dadi ka rawaia thora rude rehta lyken dil ki achi hotin.Heroin ke walid us se ziyada qareeb hotay kuyn keh heroin ki awaz mai aik sehar hai aur walid us se Quran ki ayat suna kartay🌹Hero Moosa heroin ka czn hai🥰Sath wale ghar mai rehta hai.
Heroin apni behno ke sath us se tution leti hai dono aik dusre ko pasand karne lagtay hain🙂 College mai Qirrat ke muqble mai Nehal ki maa ki nazar mai heroin ajati jo Nuwabi gharane se hain aur achi khatoon hain🌹Wo apne betay Nihal ke leye heroin ke ghar proposal le ke ati hai.
Nihal kafi bigra hua hai dono ki after marriage story chalti hai 🌹 Hero Moosa ko heroin ki choti behan bhi pasand karti hai pr uska dil sirf heroin ke leye hi dharakta hai aik heart touching ending ke sath nice story😌♥️♥️













Leave a Reply