Mujhe apna ap dey do by Manahil But
Novel name _ Mujhe apna aap dedo” published in Hina digest January 2004
Writer _ Manahil But
Pages _38
University based+ 2nd marriage based nice story hai check karen 🌹🌹
Heroin Azfreen k walid ki death ho chuki dadyal mai rehti hai joint family hai.Heroin ki maa ki unki family 2nd marriage kar chuki jahan unke dusre shoher se bhi bache hain.Heroin k sotele walid ache hain.
Heroin ki czn Asbaq se nahi banti bohat rude sa hai.Dadyal wale dono ki shadi karna chahte hain per Asbaq razi nahi wo kisi aur ko pasand karta hai.Hero Hammad heroin ka university fellow hai 🥰 Happy ending hai ♥️♥️













Leave a Reply