Waqat guzar na jaye by Asia Razzaqi
Novel name_ Waqat guzar na jaye” published in Khwateen digest April 2000
Writer _ Asia Razzaqi (Marhooma)
Pages _34
2nd marriage+After marriage based nice heart touching c family story hai with mature writing must read 🌹🌹
Heroin Rakhshi ki maa ki death ke bad walid dusri shadi kar lete. Heroin ki sotaili maa bht zalim hotin lyekn sab ke samne wo heroin se bht ache se paish atin eslye khandan mai unki achi shuhrat hai pr aslyet sirf heroin janti hai🙂
Walid job ke silsilay mai out of Country jane se pehle bv ke majboor karne pe uski choti umar mai Rizwan se shadi kar detay.Rizwan bht rude hai wo heroin ke kirdar pe shak karta hai jo itni ujlat mai uski zindagi mai shamil ki gaye.Heroin ki saas bht achi hotin🥰
Hero Razi Rizwan ka czn hai🥰Jo behan ki shadi pe Heroin ko dekhta hai aur use pasand karne lagta hai 🥰 piyari story chalti hai 🌹🌹
Happy ending hai ♥️♥️👩❤️💋👨









Leave a Reply