Novel name_ Dil ka sumander”published in Khwateen digest May 2004
Writer_ Nabila Abar Raja
Pages_35
Forced marriage+Rude hero based meri old sharing se select After marriage family story hai with mature writing 🌹🌹
Hero Maaz heroin Meeshal ki dost ka bhai aur neighbour hai bht rude hai😍Heroin use like karny lagti hai jbke hero use uski boldness ki waja se pasand nahi krta🙂Heroin ki pasandidgi ko dekhte huye uske walid hero k ghar proposal le ke jate.Maaz family ke dabao mai aa ke haan to kr deta pr dil se razi nahi🌹
After marriage story chalti hai 🥰
Happy ending hai♥️♥️👩❤️💋👨
Dil ka sumandar by Nabila Abar Raja













Leave a Reply