Ik gharonda banain ao na by Huma Jahangir
Novel name _Ek gharonda banain ao na” published in Aanchal digest January 2006
Writer _ Huma Jahangir
Pages _30
2nd marriage+ Hero doctor based nice family story hai check 🌹🌹
Heroin Sasha jis hospital mai job karti thi hero Saigh (صائغ) bhi wahi job karta hai senior hai aur rude sa hai.Dono ahista ahista aik dusre ko pasand karne lagte hain🥰Aik ghalti fehmi k waja se heroin hero ko chor k kisi aur se shadi kar leti.
Heroin ka husband bohat shaki mizaj hota.Ab heroin ko divorce ho chuki aur kafi arse bad phir (hero+heroin )dono ka amna samna hua hai🌹Happy ending hai ♥️♥️













Leave a Reply