Main misale tair e neem Jan complete by Sana Naqvi
Novel name_ Mai Misale tair e neem Jan” published in Pakeeza digest September _ November 1998
Writer _ Sana Naqvi
Epi_1_3__ complete
Heart touching c after marriage family story hai check jinhen Pakeeza ki stories read karna pasand hain♥️
Heroin Resham ki mother ki death ho chuki hai 2 behnen hain.Family wale unke father ko 2nd marriage ke leye force karte pr wo nahi mante.
Heroin ki zindagi mai 3 mard ate aur 3no hi us se bewafaye karte.First Adnan Hassan se heroin ki aik dost ke ghar function mai mulaqat hoti🌹Dono ki achi Love story chalti hai
Wo family ke pressure mai aa ke heroin se shadi se inkar kar deta hai 2nd se heroin ka nikah hota hai jo heroin ko bahir milne pe force karta pr heroin mana kr deti yahin se dono mai dooriyan peda hojatin.3rd Gul Raiz se Harion ki shadi hoti aur after marriage story chalti hai.Read karen jinhen family stories achi lagti hain.♥️♥️🌺












Leave a Reply