Bazi maat nahi by Farhana Hanif
Novel name _ Bazi maat nahi” published in Kiran digest May 2009
Writer _ Farhana Hanif
Pages_ 37
Nice heart touching c Love story pr based family novel hai with mature writing must read ♥️♥️
Heroin ki phupho nay love marriage ki hoti jis waja se family walon ka unse rabta nahi.Heroin ki dadi esi ghum mai bemar hain aur heroin parents ko chor ke dadi ke sath rehti hai🌹
Heroin czn Afghan(2nd hero) se engaged hai jo heroin ko bht chahta hai pr heroin dil se es rishte pe razi nahi.
Hero Samama heroin ka university fellow hai😍aur heroin ko pasand karta hai pr heroin chahte huye bhi uski hosla afzai nahi karti🙂blke hmesha us se rude rehti hai..Afghan hero ka dost bhi hai🙂Achi story hai aur nice ending hai ♥️♥️👩❤️💋👨













Leave a Reply