Neeli qamiz by Rukhsana Nigar Adnan

Neeli qamiz by Rukhsana Nigar Adnan

 Neeli qamiz by Rukhsana Nigar Adnan

Novel name_ Neeli qamiz” published in Khwateen digest August 2005
Writer_ Rukhsana Nigar Adnan
Pages_38

Nice old heart touching c family story hai with mature writing must read🍀🍀Zoom kr ke read karen pls

Hero Ahad aur heroin Aliza ki parwish unki Bi Aman ny ki hui hai jo Aleeza ki nani aur hero ki dadi hain🌼dono ke parents ki death road accident mai ho chuki hai.

Ahad ko 2nd heroin Rania bhi pasand karti hai jo hawaili mai mulzma hai💕Ahad aur Aliza engaged hain medical kr rahe hain.Hero mezeed taleem ke leye Out of Country jana chahta hai lyken bi aman razi nahi hotin wo Hero ko nikah ka kehti hain…agay kia hota read karen achi story hai nice edning hai🌸🌸💏

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *