Published in Hina digest May 2006
Pages_40
Meri old sharing se select aik nice family story hai must read🌸🌸🌸
Heroin Sania ke parents ki death ho chuki hai dadi ke sath rehti hai.Jis ghr mai rehti hain wo hero Kamil(czn) ke naam hai💕Hero ke father ki bhi death ho chuki hai wo hero ko heroin aur dadi ka khiyal rakhne ki takeed kr gaye hain.
Hero ki mother bht rude c hain aur hero ke sath alag ghr mai rehti hain.Wo dadi aur heroin ko ghr khali krne pr force karti hain.Es waja se heroin hero ko bhi pasand nahi karti🙂
Achii story hai happy ending hai🌼🌼💏













Leave a Reply