Wafa ke do dano ki tasbeeh by Bisma Qureshi
Published in Hijab digest June 2016
Pages_45
2nd marriage based nice nd different c after marriage story hai must read🌸🌸
Heroin Mahnoor ka taluq Armi officers family se hai.Heroin khud bhi Armi officers ko bht like karti hai university mai parhti hai🙂Hero Usman Shujah heroin ka uni fellow hai😍Dono ki apsa mai bilkul nahi banti.
Usman uni chor ke Armi join kr leta hai.Heroin ki shadi Aik Armi officer se hojati dono ki achi married life guzer rahi hoti keh husband Shaheed hojatay.Heroin ke 2 kids hain.Usman heroin ke husband ka dost niklta aur family walay heroin ko us se shadi ke leye force kartay.Dono ki after marriage story bht achii chalti hai😍😍Happy ending hai💖💖💏













Leave a Reply