Main mohabbat aur tum complete by Huma Shafiq Haidar
Published in Kiran digest March_May 2002
Pages_65
Old after nikah bht piyari story hai eska 2nd part miss tha jiski images mai nay Falak se le ke complete kia hai🙂💜must read👌
Heroin Rehal Affandi ke parents mai divorce ho chuki hai mamu ki family ke sath rehti hai. Heroin university admission lena chahti hai pr mother ijazat nahi detin tab heroin ke mamu unhen razi kartay hain🙂Heroin ki mother uni admission se pehlay heroin ka nikah heroin ke czn Abu Hurraira( hero) se krna chahti hain😍
Heroin es rishtay pe dil se razi nahi pr mother ke majboor karnay pr razi hojati hai.Heroine ki uni mai Aiman se dosti hojati jiska czn Aashan Affandi heroin ko pasand karnay lagta eska taluq heroin ke dadhyal se hai🙂
Kese ahista ahista Nikah ka bandan heroin ke dil mai ghar karta bht piyara laga💞
Achi story chalti hai hero (Abu Hurraira) ke father ka asal mai heroin ki mother se kia rishta hai ye apko story read krnay pr pta chale ga🙂
Happy ending hai💛💛













Leave a Reply