Dil ki rahon mai by Samia Obaid
Novel name_ Dil ki Rahon main” published in Sohni digest
Writer_ Samia Obaid
Pages_ 55
Age difference+ emergency nikah based romantic c family story hai must read🙂💝
Hero Adiyan aur heroin Zaina apas mai czns hain🙂Joint family hai.Hero ke father ki death hochuki hai eslye heroin ke father hi hero ki family ko bhi support kartay hain.Heroin hero se age mai bari hai eske bawjood hero use bht pasand karta hai jbke heroin es bat se bekhaber hai💕
Hero apni family ko apni study complete honay tak rishta mangne se mana krdeta hai.Ab hero hostel se ghr aya hai aur heroin ki shadi kisi aur se tey hochuki hai🙂agay kia hota read karen mujhe achi lagi😍
Happy nd romantic ending hai💛💛💏













Leave a Reply