Tumhara Aseer by Shehnaz Saddique
Novel name_ Tumhara Aseer” published in Kiran digest October 2015
Writer_Shehnaz Siddique
Pages_50
Nice family based novel hai must read jinhen Love stories read karna pasand hain🙂💛
Hero Aania ke parents ki death ke bad uske apny khuni rishtay khudgharzi ka saboot detat huye koi bhi uski zimma dari uthane pr razi nahi hota tab heroin ki mother ki czn use apnay sath le ati hain😍
Heroin ki anti kafi ameer hain unki apni bhi aik beti hai.Hero Arshman anti ka rishtedar hai inke ghr kafi ana jana hai💞Heroin ko bht pasand karnay lagta hai jbke anti heroin ki engagement kisi aur se krdeti hain agay kia hota read karen achi romantic story hai😍
Happy ending hai💝💝💏













Leave a Reply