Mausam ka ishara by Asma Taqi

Mausam ka ishara by Asma Taqi

 Mausam ka ishara by Asma Taqi

Novel name_Mausam ka ishara” published in Shua digest January 1990
Writer_ Asma Taqi
Pages_55

Nice old emergency nikah+ After marriage based family story hai with mature writing must read ❤️Old is Gold💕

Heroin Hussan Ara parents ki ikloti beti hai laad  piyar ki waja se thori bigri hui hai.Joint family mai rehti hai czn Neelofar se bht dosti hai💕 Neelofar ka character bhi mazy ka hai🙂

Heroin ke father hero Ahmar ko apnay ghr mai panah detay hain jab uski umar 13 saal thi jo apni family se bichar giya hota.heroin us se bht nafret kart hai aik hdsay ke bad hero inka ghr chor ke chala jata.

Ab kafi arsay bad Ahmar dobara heroin ki family se milta hai nice personality hai🥰Hero ko abhi bhi heroin ka bachpen ka rude rawaya yaad hai.Heroin aik larke Faizi ko pasand karnay lagti jo achay kirdar ka nahi hota.

Wo apnay doston ke sath mil ke Heroin se missbehave karny ki koshesh karta.Tab father emergency mai heroin ki shadi hero se kardetay❣️dono ki after marriage story mazy ki chalti hai🥀

Happy ending hai 💖💖👩‍❤️‍💋‍👨

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *