Hisar khatam hua aik by Naseem Amna
Novlet name_ Hisar khatam hua aik” published in Khwateen digest August 2001
Writer_ Naseem Amna
Pages_28
Nice family story hai thori alag c hai Achi lagi ap log bhi read kr ke dekhyen❣️
Heroin Ravida ki sab friends shadi shuda hain leken heroin ke father abhi tak uski shadi ka faraz Ada karnay se katra rahay hain.
Heroin ko aik wrong number se call ati hai us admi Ka naam Waseem hota married hai aur aoulad ki nemat se mehroom hota.
Nice ending hai❤️❤️👩❤️💋👨













Leave a Reply