Suhagan wahi jo piya man bhaye by Robina Nadeem

Suhagan wahi jo piya man bhaye by Robina Nadeem

 Suhagan wahi jo piya man bhaye by Robina Nadeem

Novlet name_ Suhagan wahi jo piya man bhaye” published in Aanchal digest April 2009
Writer_ Robina Nadeem
Pages_30_

Meri old sharing se select Hero Kashif aur heroin Maryam ki after marriage story hai with Happy ending ♥️ 🌹🌹

Request👇
Muja ek novel ki talas h hero and heroin ka naam yaar nahi aanchal ka h heroin shadi se phela hero k office milne jati h hero office m nahi ho ta . Office coluge ek aunty misunderstanding peda Kar dati han is vaja se hero after marriage bohat rude hota hai.

Request _2

Asalam o alikum Nadia Majid ! 1 story pardhi thi jis m heroin ka naam (Marym bukhari ) hota hai hero ka yaad nahi mujhy. Hero ky father banker hoty hein wahna Pa heroin ati hai account band hogaya hota hai wu jhout Bol kar reopen krti hai .. 1 aur seen tha jahna heroin school ki chuti ky waqt hero ku dekhti hai hero lift ki offer karta hai bahut baatine Sunti hai hero ku Maryam Bukhari hero ku pasand aa jati hai ..
nickha waly din phali bar wu hero ku dekhti hai hero ku wu loss Character sumjh thi hai ..
appky Page Pa thi ya story mujhy writer or novel ka naam bhi yaad nahi please mujhy mention kr dy
Thank you

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *