Jo daraj tere bakhat mai by Afshan Afridi
Published in Shua digest April 1997
Pages_30
Nice short 2nd marriage based old story hai with mature writing must readā¤
Heroin Fareena 4 behnain hain aur aik bhai hai.Heroin ki 3no behnain married hain.2 behnon ki shadi phupho ke beton se hochuki hai aik bhn khush hai jbke dusri ka husband acha nahi jis waja se heroin ki ammi kafi preshan rehti hain.
Heroin ki 3ri bhn ki shadi khala ke ghr hui hoti jiska dever Hashaam heroin ka dewana haišlekyen ab heroin ki ammi aik ghr mai do betion ki shadi se darti hain.
Heroin ko bhai ka dost pasand krletaš
Achi heart touching c story hai with happy endingššš













Leave a Reply