Maseeha dil ka by Saira Kashish
Novel name_ Maseeha dil ka” published in Shua digest March 2006
Writer_ Saira Kashish
Pages_35
Forced marriage based family story hai check♥️🌹
Request👇
Aoa ..api mujhy aik novel ka pochna h larki ka name Abeera hota hai aurr wo painting karti hai. Aik martba hero gari sy nikal raha hota to wo us ka wohi portrait bnati hai. Hero singer hota hai is waja sy Abeera usy na pasand karti hai lekin bd main abeera k father zabardasti un ki shadi kar daity hain … kindly ager kisi ko pata ho bta din.
Happy ending hai❤❤💏













Leave a Reply