Naveed e subha leke aya Halal e Eid by Zara Hassan Naqvi
Novel name_Naveed e subah leke aye Hilal e Eid” published in Shua digest March 1996
Writer_Zaira Hassan Naqvi
Pages_40
Rude hero+Eid based nice old family story hai with mature writing must read ♥️🌹
Heroin Maham ke parents ki death ho chuki hai dadhyal mai rehti hai joint family hai💕Hero Burrair czn hai jo heroin ko dil hi dil mai bht pasand krta hai pr heroin usky sath reserve rehti jbke baqi cznz ke sath mil ke khub halla gulla krti🙂ye cheez hero se nhi hoti aur usky hathon akser heroin ki shamat aye rehti hai💕
Ab heroin ki phupho ka beta Abbas unke ghr aya hai jis se heroine ki dosti se hero bht jealous hota hai.Cute Eid based story hai with happy ending💛💛💏













Leave a Reply