Jalli rey by Rehana Aftab

Jalli rey by Rehana Aftab

 Jalli rey by Rehana Aftab

Novel name_ Jhalli rey” published in Rida digest August 2016
Writer_ Rehana Aftab
Pages_36

Rude hero+ after marriage nice short story hai must read💖

Heroin Ashna bhn bahion ki ladli hai laubali c hai🙂hospital mai hero Ayejan se funny situation mai takrao hota hai jo hero pr achaa tasir nhi chorta.

Hero ke barey bhai ki death hochuki hai jisky chotay bachon ki parwrish hero kr raha hota💕
Hero ki Buwwa use heroin se shadi pr majboor krti hain jo hospital mai admit thin aur heroin se unki wahan mulaqat hochuki hoti.
Achi halki phulki family story hai.😍
Happy ending hai💖💖💏

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *