Lambi thi hijar ki rat by Samra Bukhari

Lambi thi hijar ki rat by Samra Bukhari

Lambi thi hijar ki rat by Samra Bukhari

Novel name_Lambi thi hijar ki sham” published in Khwateen digest August 2005
Writer_ Samra Bukhari
Pages_45

Aik heart touching c family story hai khudgharz rishton pr based bht achi story hai with mature writing must read🌹♥️🌹

Heroin Azra apni family mai qabool soorat hai jbke baqi bhn bhai sb khubsoret hain.Heroin parhaye mai achii hoti jbke baqi bhn bhai average.Father ki achanak death ke bad ghr ki sari zamedari heroin apnay kandhon pr utha leti.din rat mehnat karti hai💕

lyken kisi ko b uska khyal nahi yahan tak ke uski mother b baqi bhn bahion k rishtay krtay waqat heroin ko bilkul nazar andaz krdeti hain.Read kren bht pyari story hai

Happy ending hai💖💖💏

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *