Mere wo Kaisri phool by Farzana Kharal
Novel name_ Mere wo Kaisri phool” published in Khwateen digest August 2021
Writer_ Farzana Kharal
Pages_75
Farzana Kharal meri favorite writers mai se hn bht achaa likhti hn💕 Feudal system based story hai must read 💖
Heroin Virsa ki family apnay qabilay ki dushmni ki waja se hero Qasam Malik k ghr “Dewan House”mai panah leti hai.💕
Heroin jese jese shour ki manzilen tey krti jati hai use qadam qadam pr ye ahsas dilya jata hai k wo es khandan ka hissa nhi blke aik baghore khandan se hai.hero use bht pasand krta hai❤pr heroin apni shankhat chahti hai apnay khandan ke mazi ko janna chahti hai pr uski dadi b use kuch nhi btati eslye wo sbse baghi ho chuki hai or hero ko apni ulti seedhi hrkaton se zich krnay ka koi moqa jany nhi deti🙂
Story achi thi pr mujhy laga bewaja tool diya gya story ko baqi sbki apni apni choice hai ending happy hai💖💖💏













Leave a Reply