Usi se ibarat e rango bu by Saima Iqbal
Published in Kiran digest Nov_ Dec 2007
Pages_56
Meri old sharing se select Childhood nikah based nice story hai must readā¤
Heroin Salwa k parents ki apni family se narazgi chal rahi hai kafi asay se aik dusray se rabta khtam hai.sirf heroin k taya rabtay mai hain jo akser milnay atay hainšwo dono families ko jory rakhnay k leye bachon ko nikah k bandhan mai bandh detayš
Heroin ab doctor hai father ki death ho chuki hai uska transfer hero Taimur k gaon mai hota haišheroin akser hwaili ati jati hai.hero ki bhn se dosti hojati.hero ka chota bhai achay character ka nahi.Hero ki bhn ki shadi pr aik waqya ki waja se heroin hero ko character less smjhti hai!
Achii story hai with happy endingššš













Leave a Reply