Chah ki rah mai complete by Farah Bhutto
Novel name _ Chah ki rah mai” published in Pakeeza digest June_ July 2021
Writer _ Farah Bhutto
Epi_1_2_complete
Childhood nikah based nice family story hai halka phulka romance bhi hai🥰
must read ♥️🌹
Heroin Alweena apne parents k sath shehar mai rehti hai kafi azad khiyal hai.Walid heroin ki waja se preshan hote jo bilkul apni maa k rang mai rang chuki aur ab khala k bete se engagement karna chahti hai.
Hero Shahvaiz heroin ki phupho ka beta hai🥰Dono ka bachpen mai nikah hochuka.Hero apni maa k sath gaon se aya hai aur heroin ki boldness usay aik ankh nahi bhati🙂Ab walid zaberdusti heroin ko hero k sath rukhsar kar detay agay after marriage story chalti hai 😊
Happy ending hai ♥️♥️













Leave a Reply