Rahat Mussarat aur Shireen by Faiza Iftikhar
Published in Khwateen digest July 2002
Pages_20
Aik hansti muskurati different c family story hai with mature writing must read🙂❤
Es story mai markazi kirdar Kaneez ka hai😂jinka khyal hai k naam ka shakhsyet pr bht aser hota hai.apna naam Kaneez hai so bhn bhaion ny b use Kaneez hi smjha phir shadi k bad sas ka naam Afsar Sultana hai jo waqye unky leye Afsar hi sabat hotin🙂suser ka name Maskeen hai jo waqye Maskeen se hn!
Kaneez k 3 bety or aik beti hoti jinky naam wo chun chun k rakhtin hn ab ati hai bahoun ki bari
Jinko wo Taleem or shakal se hat ker sirf naam ki waja se pasand krtin hn😂read kren bri mazy ki story hai funny hi ending hai🙂🙂❤













Leave a Reply