Sirf thora sa intzar by Rahat Jabeen
Novel name_ Sirf thora sa intzar” published in Khawateen digest March 2005
Writer_ Rahat Jabeen
Pages_50
Nice family story hai with mature writing must read ♥️🌹
Heroin Sonia 5 behnen hain.Aik behan Rubab married hai jiska husband 2nd marriage kr leta hai wo bhi naraz ho ke maike ajati hai.
Hero Ali Shair heroin ka czn hai🥰 Jo study ke silsilay mai heroin ke ghar rehta hai🙂dono ki nok jhok achi hai 🌹Achi story chalti hai 💕
Happy ending hai ♥️♥️👩❤️💋👨













Leave a Reply