Khabar honay tak by Sidra Hayat

Khabar honay tak by Sidra Hayat

Khabar honay tak by Sidra Hayat

Novel name_ Khabar honay tak” published in Kiran digest June 2021
Writer_ Sidra Hayat
Pages_40

Emergency nikah based nice family story hai achi lagi must read❤

3 stories hn pr mujhy jo pasand aye mai usi pr review de rahi hon🙂
Hero Muneeb doctor hai jiski bari bhn ko divorce ho chuki hai aik jwan beti Maha hai💕jbke beta Wahaj shoher k pass hai jo maa se bht nafret krta hai jismai zyada hath uski taye ka hai jo aye din uski maa k kirdar pr unglian uthati rehti hai😔

Maha ki mamu ki beti Rabia se bht dosti hai.Maha bhai Wahaj se rabtay mai hai jbke mother lailam hai.Rabia k sath Wahaj hero hai🙂Wahaj ki czn Meerab k parents ki death ho chuki hai eska jeena b Taye nay haram kia hua hai university trip k sath jati hai jahan kidnap hony pr Muneeb uski help krta hai tab dono pr taye ilzam laga deti.achi story chalti hai🌹
Happy ending hai❤❤💏

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *