Wafa ke waday nibha day Sayen by Sadaf Rehan Gailani
Request story 👇
Assalam o alaikum! Aik novel Ka poochna tha bht time pehlay parha tha…. Hero apni maa k sath rehta hai. Baap ne Pasand ki shadi ki Hoti hai wo family pressure main inko Chor deta hai…. Phir Ghar walaon ki Pasand ki shadi se uski sirf betiyan Hoti choti beti thori mukhtalif si Hoti…. Hero university main hota uskay aik friend k taya/chacha ki death ho jati plane crash main…. Hero friend k sath mil k sab smbhalta unkay janaza Asda karta… Phir kuch time baad usko pata chalta k wo crash main maar janay walay uskay abbu thy…. Uski dadi maffi mangti bulati behno se milwati Jo us ko bht achay se millti k ye humara Bhai hai abbu ki Tarah hai…. Heroin uskay friend ki bhen Hoti Jo uski cousin bi Hoti…..













Leave a Reply