Khan baba ki Gul Nain by Nabila Aziz
Novel name_ Khan baba ki Gul Nain” published in Khwateen digest September 2013
Writer_ Nabila Aziz
Pages_45
Beautiful and heart touching c family story hai meri favorite hai💕🌹
Hero Hisham Khan married hai Happy life guzar raha hota.Heroin Gul Nain mali ki beti hai Khan baba ko ghr k fard ki hassiyat hasil hai sb uski bht izzat krtay hain❤
Gul Nain hero ki personality se bht mutasir hai use fol hi dil mai bht pasand krti hai🙂 Khan baba ki death k bad Gul Nain ko hero apnay ghr le ata💕yahi se story mai nya mor ata hai
Romantic hai tragedy b but ending bht different nd nice hai hero ka character mujhy bht acha laga♥️♥️













Leave a Reply