Zindagi rangon se hai by Samra Bukhari
Novel name_ Zindagi rangon se hai”published in Khwateen digest July 2005
Writer_ Samra Bukhari
Pages_35
After marriage family story hai aik aise ghr ki kahani hai jahan beti k leye alag asool aur bahoo k leye alag asool hain.achi story hai with mature writing must read🌹♥️
Heroin Asma ki shadi Wahab se ho chuki hai hai husband acha hai jbke saas aur nand Andleeb dono ka rawya heroin se acha nahi hota.Andleeb job krti hai aur apnay czn Ansar ko pasand krti hai💕Read kren achi gharelu story hai🌹
Happy ending hai ♥️♥️👩❤️💋👨













Leave a Reply