Gardash e ayyam by Naeema Naz Sultan

Gardash e ayyam by Naeema Naz Sultan

Gardash e ayyam by Naeema Naz Sultan

Novel name_ Gardash e ayam” published in Shua digest September 2018
Writer _ Naeema Naz Sultan
Pages _40

Nice family story hai with mature writing must read 🌹🌹

Heroin Shabina ki maa ka taluq showbiz se hai.Heroin ki parwarish uske nana nani ny ki hoti unki death k bad heroin wapis parents k pas aye hai.

Hero Shaheer czn hai🥰La ubali nature ka hai. Heroin ko pasand karta hai.Per parents tab tak heroin ko kisi bandhan mai nahi badhna chahte jab tak hero apna business shuru nahi karta.

Heroin k nana writer they.Ab heroin bhi Taqseem e Pakistan pe novel likh rahi esi silsilay mai wo nana ki behan se milne beroon mulk jati hai jahan Nani ka pota Ibad heroin ko pasand karne lagta hai🥰Aagy kia hota read karen happy ending hai ♥️ ♥️

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *