Khulen Naseeb Meray by Maha Malik
Novel name_Khulen naseeb mere” published in Khwateen digest April 1993
Writer_Maha Malik
Pages_25
Emergency nikah based nice after marriage story hai check š¹ā„ļø
Hero Haidar aur heroin Naseeb apas mai czns hainš¹Heroin gaon ki hai jbke hero city mai study complete kr raha hota.Heroin k walid ki death k bad hero ki maa use apny ghr le ati aur emergency mai hero ko bula k dono ki shadi kr detinšHero es shadi se khush nhi.
Happy ending haiššā¤ļø













Leave a Reply