Muntizar tha arsaye kono makan by Samra Bukhari

Muntizar tha arsaye kono makan by Samra Bukhari

Muntizar tha arsaye kono makan by Samra Bukhari

Published in Khwateen digest July 1992

Pages_46

Old is gold💕bht pyari rude hero based aik family story hai with mature writing must read💖👌

Hero Mazib Alvi reyes family se hai jisky father hero ki mother pr soten le atay hn or usky bhai ka larki k chakar mai murder hojata.pe dar pe in waqyat nay hero ko bht rude bna dya hai wo sokh chanchal larkion ko bilkul pasand nahi karta🙂

Hero shadi attend krnay dost Wahaj k ghr ata hai jiske dada se hero ke dada ki dosti hoti.heroin Hanna b shadi mai hi ati hai😍bht nut khut c hai.Wahaj k dada ki bhanji ki beti hai

Wahaj ki Love story b bht pyari hai💕jo chacha ki beti ko pasand krta hai pr chachi nhi man rahi yahan b Hanna ka character bht funny hai kese unko milanay mai pesh pesh hoti🙂

Ghr mai shadi ka mahole awesome bht maza aya read kr k must read kren.hero nd heroin ki nok jhok bht mazy ki🙂

Happy ending hai💏💖💖

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *