Chand mere darichay mai by Saira Raza
Novel name_ Chand mere darichay mai” published in Kiran digest March 2001
Writer_ Saira Raza
Pages_30
Aik nice family story hai with mature writing must read🌹🌹
Heroin Raheela ke walid achi aadton k malik nhi jiski waja se unkay ghr aany se larkian gabrati hn.bv se b unka salook acha nhi es waja se heroine apnay bap se bht nafret krti hai.Heroin k father usay study b complete nhi krnay detay!heroin ko parhnay ka bht shoq
hai💕
Neighbor mai hero Haidar ki family rehti hai jiski bhn Mudhat se heroin ki bht dosti hai🙂 jo study mai heroin ki help krti hai.Hero Haidar use like krnay lagta hai😍bht pyari story hai must read kren!Happy ending hai♥️♥️💏













Leave a Reply