Pathron ki basti mai by Seema Munaf
Novel name_ Pathron ki basti mai” published in Khwateen digest January 2001
Writer_ Seema Munaf
Pages_22
Khudgharz rishton pr based achi family story hai with mature writing must read🌹♥️
Heroin Rayeha kafi sugher hai joint family hai aik choti bhn Sara hai jbke taye ki 3 betian hn ghr mai itni larkion k bawjood heroin pr saray kamon ka bojh hai!
Rayeha taye k betay Saad ko pasand krti hai usky hr kaam ki zimadari b heroin ki hai or wo b apni behno se zyada heroin se hi apny kam krwata hai.Heroin ki choti bhn bht chirti hai uski in khidmaton se🙂
Read kren mazy ki story hai pyari Ending hai 🌹🌹🌹













Leave a Reply