Bhool ka phool by Rukhsana Nigar Adnan
Novel name_ Bhool ka Phool” published in Khwateen digest April 2003
Writer_ Rukhsana Nigar Adnan
Pages_47
Aik nice university based family story hai with mature writing must readā¤
Heroin Hiba k parents ny Love marriage ki hoti man kafi pretty thin jbke father qabool suret hotay jo heroin k nana ko bilkul pasand nhi atay apni beti k leyešpr beti ki waja se majboor ho k dono ki shadi krdetayšheroin b apnay bap jesi qabool suret hai.
Hero Affnan Haidar heroin k father k siyasi hareef ka beta haišbaher se Pak shift hota hai or heroin ki university mai admission leta hai dono ki mulaqat aik party mai hoti hai.
Affnan heroin ko pasand krnay lagta proposal baijta hai heroin usky proposal pr mashkook hoti k wo itni pyari nhi jbke hero kafi handsome hai ho na ho mere bap ki dolat ka kamal haiš
Engagement hojati phir university mai aik naye larki ati or dono ki life kese disturb krti read kren.achi story hai hero ka character bohat piyara lagaā¤
Happy ending haiššš













Leave a Reply