Deep dil ke jale by Rashida Riffat

Deep dil ke jale by Rashida Riffat

Deep dil ke jale by Rashida Riffat

Novel name_Deep dil ke jaley” published in Shua digest August 2005
Writer_ Rashida Riffat
Pages _40

Cute family story hai with mature writing must read 🌹👌❤️

Heroin Maha 4 bhaion ki ekloti behan hai.Bhaion se heroin ki nok jhok maze ki hai.Hero Aun heroin ke walid ke dost ka beta hai out of Country se wapis aya hai🥰

Aik taqreeb mai hero ke walid se mulqat ke bad dono families ki bahmi razamndi se hero heroin ki engagement krdi jati hai😍

Hero Aun ki czn Arooj heroin ke college mai parhti hai wo bhi hero ko pasand karti hai aur heroin ki nazron mai hero k kirdar ko mashkook bana deti hai 🙂piyari story chalti hai 🌹🌹

Happy ending hai ♥️♥️👩‍❤️‍💋‍👨

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *