Kaye charagh jal gaye by Asma Qadri

Kaye charagh jal gaye by Asma Qadri

Kaye charagh jal gaye by Asma Qadri

Novel name_ Kaye charagh jal gaye” published in Shua digest July 2006
Writer_ Asma Qadri
Pages_45

Aik beautiful c family story with mature writing must read🙂💙

Heroin Ghanwa 6 behnain hain aik bhn married hai.Heroin apnay czn Aabas se pichaly 5 saal se engaged hai jb phupho heroin k father ko shadi k leye majboor krtin .

Heroin apny fiance ko apni walid ki mushkilat ka batati jisper wo use mayus krta tab heroin mangni khatam krdeti💕heroin k es iqdam pr usky parents narz hotay tab usky mamu use apnay ghr le aatay🙂

Hero Hassnain Haidar mamu ka hmsaya hai jink ghr heroin dewar phlang ke ball lenay jati🙂heroin Newspaper k office mai job krti hai.hero usky colleague ka dost b hai jiska interview lenay dono jatay hain😍bari pyari story hai 🌹

Happy ending hai💙💙💏

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *