Deep jaltay rahen gay by Rukhsana Nigar Adnan
Novel name_ Deep jaltay rahen gay” published in Khwateen digest January 2005
Writer_ Rukhsana Nigar Adnan
Pages_47
Bht piyari khudgharz rishton pr based aik family story hai with mature writing must read❤
Heroin Sara ke baray bhai married hn aur apni apni zindagi mai magan ho ke man aur bhn ka bilkul khyal nhi kartay!heroin mother ke sath top floor pr rehti hai jbke bhabian apnay bachon ke sath nichay portions mai.
Heroin ki mother akser bemar rehti hain apnay choty betay ko bht miss krti hn jo lapta hai.
Hero Aazmi bachpen mai heroin ka parosi tha💕jiski family bad mai kisi dusray shehar shifat hojati ab kafi arsay bad esi shehar mai dobara job ke silsilay mai aya hai😍heroin se nok jhok bht mzy ki hai.mujhy bht pasand aye story.
Hero aur heroin ki happy ending hai💖💖💏













Leave a Reply