Ek aur darya ka samna by Aneeza Syed
Novel name _ Ek aur darya ka samna” published in Khwateen digest April 1993
Writer_ Aneeza Syed
Pages_45
After marriage based aik different c family story hai with mature writing must read 🌹🌹
Hero Daniyal aur heroin Lala apas mai csns hain🙂Hero ki maa uspe ziyada tawaja nahi detin eslye uski parwarish uski dadi ny ki hoti jo foreign hai.Hero apna hr dukh sukh Lala se share karta hai.Daniyal mazeed taleem ki gharz se baher chala jata aur dadi Lala ko kehti keh wo use apni bahoo banana chahti hain🌹
Out of Country se wapis aa ke bhi hero ki personality mai ko tabdeeli nahi ati wo aj bhi apni ird gird ke mahole se utna hi bezar hota jitna pehle tha phir aik party mai uski mulqat Lala ki dost Mehreen( 2nd heroin) se hoti😍Wo use deewano ki tarah chahne lagta aur uski family ko blackmail kr ke us se shadi karta hai🙂Ab dono ka aik baby hai.
Lala ki bhi shadi hojati.Ab bhi 3no mai wesi hi dosti hai. Mehreen use Daniyal ka batati hai keh wo badal geya hai kisi aur larki ke chakker mai hai.Lala kese es masle ko hal karti aur khud Lala ke sath kia hota read karen achi reality based ending hai ♥️♥️🌹













Leave a Reply