Novel name_ Silsilay dil ke” published in Shua digest April 2008
Writer_ Amna Riaz
Pages_56
Aik nice family story hai with mature writing must readā¤
Hero Hasnaat czn ko pasand krta hai uski family proposal qabool nhi krti hero bra dilbardashta hotašaur es mahole se kuch arsa door rehnay ke leye apna transfer aik gaon mai krwa leta hai.jahan hero ki phupho rehti haišjinse kafi arsay se taluqat khtam thay.
Heroin Zainab phupho ki beti haiškisi zamanay mai phupho k halat kafi achay hoty pr shohar ki wafat ke bad halat kafi badal chukay hain.dusray portion mai heroin ke taya ki family rehti hai.Heroin bht straightforward haišbht mazy ka character haišbri piyri story lagi.
Happy ending hai.ššš













Leave a Reply