Khuwab sharminda tabeer huye by Nusrat Shehnaz Kanwal

Khuwab sharminda tabeer huye by Nusrat Shehnaz Kanwal

 Khuwab sharminda tabeer huye by Nusrat Shehnaz Kanwal

Novel name_ Khuwab sharminda e tabeer huye” published in Shua digest March 1999
Writer_Nusrat Shehnaz Kanwal
Pages_35

Meri old sharing se select nice family story hai with mature writing must read❤

Heroin Noorli ki nani ka taluq red light area se tha jo bachpen mai kidnap hogye hotin.wo us mahole ko qabool nahi kartin aur heroin ki man ki death ke bad use es mahole se nikalnay ke leye apnay fiance(czn) se rabta krti hain jinse wo kisi zmany mai engaged thin🙂

Ab heroin un uncle ke ghr reti hai💕heroin ki ulti seedhi harkton ki waja se un uncle ki bv heroin ko pasand nhi kartin🙂

Heroin apnay office colleague’s ke sath tour pr jati hain jahan jungle mai uski mulaqat hero Aadarsh se hoti hai❤hero forest officer hai bht rude sa hai💕achi story hai .

Happy nd romantic ending hai💛💛💏

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *