Sehra mai khushboo by Maryam Aziz
Novlet name_ Sehra mai khushbu” published in Shua digest October 2011
Writer_ Maryam Aziz
Pages_25
Nice Love story hai must read💙missing pages add krdye hain.
Heroin Romaisa czn se engaged hai dono aik dusray ko pasand krtay hain💕
Hero Umar walden ka iklota beta hai bht ziddi aur janooni sa hai.Aik hdsay ke bad parents use baher baij detay hain.
Ab hero Umar kafi arsay bad wapis aya hai apnay walden se naraz hai heroin ko shopping mall mai dekhta hai aur uspe dil aajata hai🙂Thori filmy c hai pr achi hai😍
Happy ending hai💙💙💏













Leave a Reply