Phool chunenay k mausam by Maha Malik

Phool chunenay k mausam by Maha Malik

Phool chun nay k mausam by Maha Malik

Novel name_ Phool Chun’nay ke mausam” published in Shua digest September 1993
Writer_ Maha Malik
Pages_42

Nice old family story hai halkay phulkay mazah ke sath must read 🙂❣️

Hero Danyal ke father ki death ho chuki hai. Naniyal aur dadhyal se narazgi ke bayes kisi se milna julna nahi🙂Ab hero ki phupho ko achanak hero ke father ka wada yad ata hai jiske mutabiq hero unki beti se engaged hai aur wo ab mail jol chahti hain🥰

Hero phupho ki sazish ko samjta hai unse milnay unke shehar jata hai jahan phupho ki beti se mil ke use kafi mayusi hoti hai😝
Wapsi ke safar mai heroin Ramish train mai hero se takrati hai🥰Achi story chalti hai.

Happy ending hai ❤️❤️👩‍❤️‍💋‍👨

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *