Meri chand rat ho by Shahida Ali
Published in Rida digest July 2015
Pages_25
Meri old sharing se select rude hero + after marriage Eid based story hai must read💝
Hero Mutahir 2 bhai hain walid aur dadi ke sath rehtay hain. Hero ke parents mai divorce ho chuki hai jismai hero ki walida ka zeyada qasoor hai eslye hero aurton ko bewafa smjhta hai aur shadi nahi karna chahta🙂
Heroin Hira hero ke walid ke dost ki beti hai💞jis se hero ki dadi use shadi pr majboor karti hain after marriage story read karen😍
Happy nd romantic ending hai💛💛💏













Leave a Reply