Novel name _ Qaid” published in Shua digest March 2015
Writer _ Momna Iftikhar
Pages _52
Kidnaping based+Emergency nikah based interesting c family story hai check 🌹🌹
Heroin Anniya ki maa ki death k bad walid 2nd marriage kr letey.Soteli maa ka rawaiya heroin se acha nahi hota.Heroin k mamoo usay apne sath gaon apni Hawaili mai le atay jahan Unke bete Shahmeer (hero) se heroin ki kafi dosti hojati🥰
Heroin ko uske walid wapis ghar le ate aur Shahmeer taleem ki gharz se beroon mulk chala jata.Heroin ki soteli maa uski shadi apne awara bhai se karwana chahti hai pr heroin razamnad nahi.
Ab heroin kidnap hai aur family members hero pr ilzam laga detay achi story chalti hai read karen piyari ending hai ♥️♥️













Leave a Reply