Suno December inhen mila do by Falak Tanveer

Suno December inhen mila do by Falak Tanveer

 Suno December inhen mila do by Falak Tanveer 

Novel name _ Suno December inhen mila do” published in Kiran digest December 2019
Writer _ Falak Tanveer
Pages _35

Age difference+ Emergency nikah based family story hai check 🌹♥️

Heroin Abeeha aur Malika dono university fellow bhi hain aur dost bhi.Abeeha ka bhai Shehram Malika ko pasand karne lagta hai dono ki engagement ho jati🌹Malika ka bhai Gulzar ghar mai sb se bara hai pr shadi k leye nahi man raha hota.

Abeeha apne czn Arsam ko pasand karti hai pr jab Gulzar ka proposal ata to wo family ki khushi mai khush hojati.Dono ki shadi k din Shehram Malika se nikah se inkar kr deta hai jiski phir emergency mai Arsam se shadi krdi jati hai.

Barat k din sab Gulzar ko force karte keh wo Shehram se badla le aur uski behan ko divorce dey.Agay kia hota read karen.
Nice+ Happy ending hai ♥️♥️

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *