Koonj vichar gaye daron complete by Faiza Iftikhar
Novel name _ Koonj vichar gaye daron” published in Khwateen digest month/ year no idea
Writer_ Faiza Iftikhar
Pages_77
University friendship based aik beautiful heart touching c family story hai with mature writing must read 🌹♥️
Heroin Aleesha uni mai parhti hai jahan eski Romaila,Feeria,Sabeeka’Shafaq se dosti hai.Heroin ka taluq educated family se hai pr wo khud family ki nazar mai kund zehan hai hostel mai rehti hai.Eski bhai ke dost Saram se engagement hoti hai🌹
Sabika ghair Muslim hai jiski maa pasand ki shadi karti jo toot jati ab sotele baap ke ghar bht mushkil zindagi guzar rahi hoti apni study ko jari rakhne ke leye tution prhati hai jahan wo un bachon ke walid Jafar Shah ko pasand karne lagti hai🌹
Shafaq ka taluq showbiz se hai.Romaila rich family se hai jbke Feeria ka taluq ghareeb gharane se hai pr wo kafi modern hoti aur larkon se kafi dostian hain.Sabki alag alag stories hain….
Heart touching ending ke sath aik unique c story hai ♥️🌹🌹♥️













Leave a Reply